#shair search results
Jazbaat_e_nanda इम्तिहान इतने भी ना ले, मेरे मालिक! के वजूद से तेरे यक़ीन ही मिट जाए!आभा"नंदा"© #Shair #Imtihan
जाता रहा यक़ीन तो गुमाँ से भी जाइए जब दिल ही मर गया है तो जाँ से भी जाइए मरने से रोक देता है कोई न कोई ख़्वाब सब रास्ते हैं बंद जहाँ से भी जाइए ~दिव्या 'सबा'//@divya_sabaa #Shair #Gazal🫶✨ #सफर_ए_ज़िंदगी ✨🌻
मैं ने चाँद और सितारों की तमन्ना की थी मुझ को रातों की सियाही के सिवा कुछ न मिला ~साहिर लुधियानवी साहब ✨🌙🌻 #Shair #Gazal🌷 #सफर_ए_ज़िंदगी 🐾
पुराने यार भी आपस में अब नहीं मिलते न जाने कौन कहाँ दिल लगा के बैठ गया ~फ़ाज़िल जमीली🌻 #Shair #Poetry 🌷 #सफर_ए_ज़िंदगी ✨🐾🪽
Imtihaan-e-shauq meiñ saabit-qadam hotaa nahiñ, Ishq jab tak vaaqif-e-aadaab-e-gham hotaa nahiñ #Shair #Kaleem_Aajiz #imtihaan
होश वालों को ख़बर क्या बे-ख़ुदी क्या चीज़ है इश्क़ कीजे फिर समझिए ज़िंदगी क्या चीज़ है ~निदा फ़ाज़ली साहब 🌻 #जन्मदिन_विशेष 💌🌸✨ #Shair #Gazal 🌻
Mai'n sach kahu'ngi magar phir bhi haar jau'ngi, Wo jhooth bolega, aur lajawab kar dega. ~ Parveen Shakir #Shair #Jhooth
#Imtihan #Shair Imtehaan rehguzar pe yu hi bas nahi aate...Manzilen khud bhi musafir jo aazmaati hain... Thake hue hain qadam fir bhi safar jaari hai...Hausle dekh manzilen bhi sar jhukati hain...
Mushkiiñ libaas-e-Kaaba Ali ke qadam se jaan, Naaf-e-zamiin hai, na ki naaf-e-ghazaal hai #Shair #Ghalib #zameen @aniltyagi11 @joshiamitabhevo @SyedAsg40342647 @adubharti
Abhii zameer me'n thodi si jaan baaqi hai Abhi hamara koii #Imtihan baaqi hai #shair #imtihan #JavedAkhtar @shairoftheday
🔥🔥🔥 Umr guzregii imtihaan meiñ kyaa ?, Daagh hii deñge mujh ko daan meiñ kyaa ?? #Shair #Jaun Elia #Jauniyat #imtihaan
ata aslaf ka jazb-e-durun kar sharik-e-zumra-e-la-yahzanun, kar KHirad ki gutthiyan suljha chuka main mere maula mujhe sahib-e-junun kar #Allama_Iqbal #shair
Paa-e-khubaañ koii zindaañ meiñ nayaa hai majnuuñ, Aati aawaaz-e-salaasil kabhi aisii to na thi #Shair #BahadurShah_Zafar #aawaaz
zamana aaya hai be-hijabi ka aam didar-e-yar hoga sukut tha parda-dar jis ka wo raaz ab aashkar hoga #Shair #Allama_Iqbal #DwathAnniversary
mohabbat ke liye dil DhunD koi TuTne wala ye wo mai hai jise rakhte hain nazuk aabginon mein #Shair #Allama_Iqbal #DeathAnniversary
Jazbaat_e_nanda इम्तिहान इतने भी ना ले, मेरे मालिक! के वजूद से तेरे यक़ीन ही मिट जाए!आभा"नंदा"© #Shair #Imtihan
Batil se dabne vaale ai Aasmaan nahi hum Sau baar kar chukaa hai Tu #Imtihan humaraa #AllamaIqbal #shair #Imtihan #allamaiqbal @shairoftheday
yahii hai aazmaanaa to sataanaa kis ko kahte hai.n aduu ke ho liye jab tum to meraa imtihaa.n kyuu.n ho #Shair #Ghalib #imtihaan
Sitamgar jab koii taaza sitam ijaad karte hain! To bahr-#imtihaan pahle humeen ko yaad karte hain!! #MirzaMehdiAliKhanSamar #shair @iamrana @Munaf_Ali
Khul jaaegi phir aañkheñ jo mar jaaegaa koii, Aate nahiñ ho baaz mere imtihaan se tum #Shair #Meer_Taqi_Meer #imtihaan
#Imtihan #Shair Sab waaste baarish khushi ki baat sahi par hamaari sadako(roads) ke liye imtehaan hota hai...
#Imtihan #Shair Na itna urd khayaalon mein mere dil...Guzarna bhi hai sacch ke imtehaan se... Kaun kehta hai ke hum qaatil nahi hain...Hume bakhubi aata hai apne armaanon ka gala ghottna...
#Imtihan #Shair Zindagi hum ne suna tha chaar din ka khel hai...Chaar din apne to lekin imtehaan me kho gaye... Kuch aissa karo ke kaam dono ka chalta rahe...Aandhiyaan bhi chalti rahe aur diya bhi jalta rahe...
#Imtihan #Shair Ye jo Zindagi ki kitaab hai...Ye kitaab bhi kya kitaab hai... Kahi ik haseen sa khawaab hai...Kahi jaan leva azaab hai... Zindagi nikli musalsal(continuous)imtihaan dar imtehaan...Zindagi ko daastaan hi daastaan samjha tha maine...
#Imtihan #Shair Jee bharkar rote hain to qaraar milta hai...Iss jahaan mein kahaan sabko pyaar milta hai... Zindagi guzar jaati hai imtehaano ke duar se...Ek zakham bharta hai to doosra taiyaar milta hai...
#Imtihan #Shair Zindagi ke parchey mein ek sawaal reh gaya....Har imtehaan mein mera ek sawaal reh gaya... Mere dard ka kaisse andaaza lagaenge...Wo jinho ne hamesha mujhe muskraate hue dekha hai...
#Imtihan #Shair Imtehaan rehguzar pe yu hi bas nahi aate...Manzilen khud bhi musafir jo aazmaati hain... Thake hue hain qadam fir bhi safar jaari hai...Hausle dekh manzilen bhi sar jhukati hain...
#Imtihan #Shair Ye ishq bhi hai ajab imtehaan-e-ahad-e-wafaa...Woh aazmaaye mujhe aur main aazmaaun usse... Hai zidd pe ardi aaj meri bhi anaa...Main na manaau usse gar woh na manaaye mujhe...
#Imtihan #Shair Ab tak yahi suna tha ke zindagi imtehaan leti hai magar kissi ne ye nahi bataaya ke kab tak...
#Imtihan #Shair Mauj-e-toofaan se ulajhte to koi baat bhi thi... Hum yun hi doob gaye, ye bhi koi baat hui...Aissa lagta hai har imtehaan ke liye Zindagi ko humaara hi pata yaad hai...
#Imtihan #Shair Zindagi guzar rahi hai imtehaano ke daur se...Ek zakham bharta nahi doosra taiyaar milta hai... Zindagi se shikwa nahi ke gum ka saathi bana diya...Gila to unse hai jo hume roshni ki ummeed dikha ke diya bujha gaye...
#Imtihan #Shair Kuch log dil mein jagah banate hain kuch log dil se uttar jate hain aur kuch log dil tord kar bhi dil ki dharadkan kehlate hain... Imtehaan aur mere zabt(tolerance)ka koi kya lega...Maine dharkan ko bhi seene mein chupa rakha hai...
#Imtihan #Shair Haqeeqat se bhari iss zindagi mein tanhai ke panne aksar khaali aur bheege milte hain... Muqaddar jinke uncche aur aalabhakth hote hain zindagi mein imtehaan unhi ke sakth hote hain...
इस अहद की तक़दीर है महबूस* फ़ज़ाएँ मैं घर से निकलकर भी घुटन से नहीं निकली ~दिव्या 'सबा'🌻 @divya_sabaa // महबूस -- क़ैदी/बंदी (फोटो : Gallery_March_2025) #Shair #सफर_ए_ज़िंदगी ✨🪽🐾
जाता रहा यक़ीन तो गुमाँ से भी जाइए जब दिल ही मर गया है तो जाँ से भी जाइए मरने से रोक देता है कोई न कोई ख़्वाब सब रास्ते हैं बंद जहाँ से भी जाइए ~दिव्या 'सबा'//@divya_sabaa #Shair #Gazal🫶✨ #सफर_ए_ज़िंदगी ✨🌻
सब कुछ तो है क्या ढूँडती रहती हैं निगाहें क्या बात है मैं वक़्त पे घर क्यूँ नहीं जाता ~निदा फ़ाज़ली साहब 🌻🤌🌚 #Shair ✨ #सफर_ए_ज़िंदगी 🐾
लोग फूलों को बहारों में जला देते हैं हम तो काँटों को भी दामन में जगह देते हैं ~शैदा रूमानी 🌹✨🤌 #Shair 🤌🌻 #सफर_ए_ज़िंदगी 💌
हम ने काँटों को भी नरमी से छुआ है अक्सर लोग बेदर्द हैं फूलों को मसल देते हैं !
तुम हो महफ़िल में तो मेरी चश्म-ए-तर देखेगा कौन चाँद के आगे भला दाग़-ए-जिगर देखेगा कौन याद के सूखे गुलाबों से सजा है दिल का बाग़ ज़ख़्म ये गुज़रे दिनों के अब मगर देखेगा कौन ~मंज़र भोपाली साहब 🤌✨🌻 #Shair #Poetry ✨🪶 #सफर_ए_ज़िंदगी 🐾🪽🌷
दुनिया की इनायत हो कि हो तेरी नवाज़िश ख़ाली नहीं जाते हैं कभी वार ग़ज़ल के ~@divya_sabaa ✍️💌🌻 #Shair #Poetry ✨ #सफर_ए_ज़िंदगी 🐾
कोई मुझ तक पहुँच नहीं पाता इतना आसान है पता मेरा आ चुका पेश वो मुरव्वत* से अब चलूँ काम हो चुका मेरा आज मैं ख़ुद से हो गया मायूस आज इक यार मर गया मेरा ~जौन एलिया साहब 🌻 (*आत्मीयता) #Shair #Gazal🥀 #सफर_ए_ज़िंदगी 🐾
मैं ने चाँद और सितारों की तमन्ना की थी मुझ को रातों की सियाही के सिवा कुछ न मिला ~साहिर लुधियानवी साहब ✨🌙🌻 #Shair #Gazal🌷 #सफर_ए_ज़िंदगी 🐾
दिल की बढ़ती हुई बेताबी का हल सोचेंगे आज की रात कोई अच्छी ग़ज़ल सोचेंगे ~Divya 'sabaa' 🌻 @divya_sabaa // #Shair #Gazal 🌷 #सफर_ए_ज़िंदगी 🌸🐾🤌
सुना है रात भर बरसा है बादल मगर वो शहर जो प्यासा रहा है वो कोई दोस्त था अच्छे दिनों का जो पिछली रात से याद आ रहा है किसे ढूँढोगे इन गलियों में 'नासिर' चलो अब घर चलें दिन जा रहा है ~नासिर काज़मी साहब 🌻 #Shair #Gazal #सफर_ए_ज़िंदगी 🌷✨🪽
पुराने यार भी आपस में अब नहीं मिलते न जाने कौन कहाँ दिल लगा के बैठ गया ~फ़ाज़िल जमीली🌻 #Shair #Poetry 🌷 #सफर_ए_ज़िंदगी ✨🐾🪽
मेरे दाग़-ए-दिल से है रौशनी इसी रौशनी से है ज़िंदगी मुझे डर है ऐ मिरे चारा-गर ये चराग़ तू ही बुझा न दे ~शकील बदायूनी 🌻 (फोटो :अपनी गैलेरी📸) #Shair #Poetry🌸 #सफर_ए_ज़िंदगी ✨🌷
इस शहर में इक लड़की बिल्कुल है ग़ज़ल जैसी बिजली. सी घटाओं में ख़ुशबू सी अदाओं में हम चाँद सितारों की राहों के मुसाफ़िर हैं हम रात चमकते हैं तारीक ख़लाओं में ~बशीर बद्र साहब ♡︎ #Shair #Gazal🌷 #सफर_ए_ज़िंदगी ✨🐾
दुनिया की इनायत हो कि हो तेरी नवाज़िश ख़ाली नहीं जाते हैं कभी वार ग़ज़ल के ~दिव्या 'सबा' 🌻 @divya_sabaa // #Shair #Gazal #सफर_ए_ज़िंदगी ✨🤌🤍
हँसी थमी है इन आँखों में यूँ नमी की तरह चमक उठे हैं अंधेरे भी रौशनी की तरह... ~ मीना कुमारी नाज़ #Shair #Chamak
हम जंगल के जोगी हम को एक जगह आराम कहाँ आज यहाँ कल और नगर में सुब्ह कहाँ और शाम कहाँ ~ इब्न-ए-इंशा #Shair #Aaraam
कोई पूछेगा जिस दिन वाक़ई ये ज़िंदगी क्या है ज़मीं से एक मुट्ठी ख़ाक ले कर हम उड़ा देंगे ~ अनवर जलालपूरी 🌻 {फोटो :अपनी गैलेरी 📸} #SundayEvening✨ 🌷💌 #Shair✨ #सफर_ए_ज़िंदगी 🪽
लाख तलवारें बढ़ी आती हों गर्दन की तरफ़ सर झुकाना नहीं आता तो झुकाएँ कैसे... ~ वसीम बरेलवी #Shair #Sar
5th April 2011 #Shair was conceived & has become a part of many people’s lives. The initial hashtag was #shairoftheday which was later shortened to #shair Majrooh Sultanpuri 's verse became our theme verse as our Karwaan grew. It is now a 30 K family. Main akela hi chala tha
Something went wrong.
Something went wrong.
United States Trends
- 1. #EarthDay N/A
- 2. SPLC N/A
- 3. Clayface N/A
- 4. Charles Johnson N/A
- 5. Storage Wars N/A
- 6. Logan Gilbert N/A
- 7. Pickens N/A
- 8. Spirit Airlines N/A
- 9. Warnock N/A
- 10. Darrell Sheets N/A
- 11. Burnley N/A
- 12. Communities N/A
- 13. Roony N/A
- 14. #AllStars11 N/A
- 15. Ric Flair N/A
- 16. Rocket Power N/A
- 17. $NOW N/A
- 18. Elston Howard N/A
- 19. Peter Lambert N/A
- 20. David Scott N/A