#bahaana résultats de recherche

#BiggBoss19 mein #bahaana k beech mein jo chemistry hai woh kaunsi movie se relate kar sakte hain? Param waali ya Sunny waali? I don't think isse upar v should think


Banaa kar koii achchaa saa bahaana chhod detaa huuñ, Musiibat ho jahaañ yaari nibhaana chhod detaa huuñ #Shair #Akhtar_Shaikh #bahaana


Bahaana dhuundte rahte haiñ koii rone kaa, Hameñ ye shauq hai kyaa aastiin bhigone kaa #Shair #Javed_Akhtar #bahaana


Vahii mahshar vahii milne ka vaadaa, Vahii buudha bahaana chal rahaa hai #Shair #Rahat_Indori #bahaana


Isii kuuche meiñ kaii us ke shanaasa bhi to haiñ, Vo kisii aur se milne ke bahaane se aae #Shair #Parveen_Shakir #bahaana


Kabhi likhvaane gae khat aur kabhi padhvaane gae, Ham hasiin'on ko isii hiile bahaane se mile #Shair #Kaif_Bhopali #bahaana


Raat daaruu piijiye ghair'oñ meiñ be-lait-o-la'al, Yaañ sahar sar dukhne kaa ham se bahaana kiijiye #Shair #Meer_Taqi_Meer #bahaana


Bigg Boss 19’s new buzzword is #Bahaana! From fights to flirty banter, Baseer Ali & Farrhana Bhatt’s unexpected chemistry has housemates teasing and fans shipping. Is this just fun or the start of something more? 👀 indiaforums.com/article/bigg-b…


Dost dil rakhne ko karte hain bahaane kya kya! Roz jhooti khabar-e-vasl suna jaate hain!! #Jauhar #bahaana #shair @iamrana @Munaf_Ali


Baseer : Aaj tum alag kyo lag rahi ho mujhe🥹🥹 The way he is giggling and laughing and blushing..we can clearly see that both slowly found sence of belonging with each other. 🧿 After long time his heart is at peace. 🤍 #bahaana #bb19 #biggboss19 x.com/rizzmediaa/sta…


#Bahaana ko phir mila bahaana .. ab hai humko Farhaana aur Baseer k content mein nahaana 🤣🤣


Justujuu jis ki thi us ko to na paayaa ham ne, Is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne #Shair #Shahryar #bahaana


Wahh ! Ye kyaa ki tum hi gham-e-hijr ke fasaane kaho, Kabhi to us ke bahaane sunaa karo us se ! #Shair #Faraaz #bahaana


Karuuñ na yaad magar kis tarah bhulaauun usey, Ghazal bahaana karuuñ aur gungunaauun usey #Shair #Faraaz #bahaana


Wahh ! Nibaah baat kaa us hiila-gar se kuchh na hua, Idhar se kyaa na hua, par udhar se kuchh na hua 😬 #Shair #BahadurShah_Zafar #bahaana


Kya baat ! Sau tarah ke savaal hoñge so, Maiñ bahaana banaa ke royaa huuñ #Shair #Hadeed_Fatema #bahaana


Teri nazar se zamaane badalte rahte haiñ, Ye log tere bahaane badalte rahte haiñ #Shair #Saifuddin_Saif #bahaana


Tere vaadoñ pe kahaañ tak meraa dil fareb khaae, Koii aisa kar bahaana meri aas tuut jaaye #Shair #FanaNizami_Kanpuri #bahaana


Aahaa… tamāshā-e-dair-o-haram dekhte haiñ tujhe har bahāne se ham dekhte haiñ #Daagh #bahaana #shair


Hansi bhi aati hai sarkaar ke bahaanon par! Kahin namaaz pe pahra kahin azaanon par!! #SharifSajid #bahaana #shair


Taal deta hoon bahaane se sabhi logon ko! Mujh ko aaya na tere baad kisi ka hona!! #SajidRaheem #bahaana #shair @iamrana @Munaf_Ali


Waah 👌 nāvak-e-mizhgāñ kā apnā dil nishāna ho chukā mar chuke ham maut aane kā bahāna ho chukā #HatimAliMehr #bahaana #shair


Wahh ! Nibaah baat kaa us hiila-gar se kuchh na hua, Idhar se kyaa na hua, par udhar se kuchh na hua 😬 #Shair #BahadurShah_Zafar #bahaana


Vahii mahshar vahii milne ka vaadaa, Vahii buudha bahaana chal rahaa hai #Shair #Rahat_Indori #bahaana


Kya baat … ham jii rahe hai.n ko.ii bahaana kiye baGair
us ke baGair us kii tamannaa kiye baGair #Jaun #bahaana #shair


Kuchh to socheñ ki na jaane kaa bahaana mil jaae, Vo bulaaega to inkaar nahiñ ho saktaa #Shair #Salim_Saleem #bahaana


Yun hi dil ne chaha tha rona-rulaana. Tiri yaad toh ban gayi ik bahaana. #Sahir_Ludhyanvi #Shair #Bahaana


Banaa kar koii achchaa saa bahaana chhod detaa huuñ, Musiibat ho jahaañ yaari nibhaana chhod detaa huuñ #Shair #Akhtar_Shaikh #bahaana


Bahaana dhuundte rahte haiñ koii rone kaa, Hameñ ye shauq hai kyaa aastiin bhigone kaa #Shair #Javed_Akhtar #bahaana


Bilkul ji Ai gham-e-duniyaa tujhe kyaa ilm tere vaaste, Kin bahaanoñ se tabiyat raah par laaii gaii #Shair #Faraaz #bahaana


Tere vaadoñ pe kahaañ tak meraa dil fareb khaae, Koii aisa kar bahaana meri aas tuut jaaye #Shair #FanaNizami_Kanpuri #bahaana


Dost dil rakhne ko karte hain bahaane kya kya! Roz jhooti khabar-e-vasl suna jaate hain!! #Jauhar #bahaana #shair @iamrana @Munaf_Ali


Oho khoob … Ye kyaa ke tum hi Gham-e-hijr ke fasaane kaho, Kabhi to us ke bahaane sunaa karo us se #Faraaz #bahaana


Kya baat ! Sau tarah ke savaal hoñge so, Maiñ bahaana banaa ke royaa huuñ #Shair #Hadeed_Fatema #bahaana


Ahaa ! Ik bahaana hai tujh yaad kiye jaane kaa, Kab saliiqa hai mujhe varna ghazal gaane kaa #Shair #Tufail_Bismil #bahaana


Teri nazar se zamaane badalte rahte haiñ, Ye log tere bahaane badalte rahte haiñ #Shair #Saifuddin_Saif #bahaana


Wahh ! Ye kyaa ki tum hi gham-e-hijr ke fasaane kaho, Kabhi to us ke bahaane sunaa karo us se ! #Shair #Faraaz #bahaana


Khoob… iid milne kā ik bahāna huā kaaT kar jeb vo ravāna huā #majeedlahori #bahaana #shair


😄😄 Vo baateñ teri vo fasaane tere, Shagufta shagufta bahaane tere #Shair #Adam #bahaana


Loading...

Something went wrong.


Something went wrong.